1921 – Tere Bina Song Lyrics

Tere Bina Lyrics from 1921: The song is sung by Arijit Singh & Aakanksha Sharma and composed by Asad Khan while “Tere Bina Marz Aadha Adhura” lyrics are penned by Raqueeb Alam. The song is from Vikram Bhatt’s horror film 1921 which features Zareen Khan and Karan Kundrra in lead roles.


Tere bina marz aadha adhoora hai
Ek dhundh hai
Shaam hai naa savera hai
Tanha hoon main
Phir bhi tanha nahi
Darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun
(marz: disease/sickness) Aa jaa na…
Nigaahon se ilzaam de
Adaaon se paigaam de
Koi toh mujhe naam de
Ishq hai bad-gumaan (x2)
(bad-gumaan: Ill-fated/suspicious) Tu nadi ka kinaara
Gumnaam saa main hoon safeena
(safeena: boat) Tu hai mausam bahaara
Sookhi sookhi main heena
Jaan meri hai phasi ek mulaaqat mein Kaise main ab jeeyun
Aise halaat mein
Sar pe gham ka hai jo aasmaan Tere bina marz aadha adhoora hai
Ek dhundh hai
Shaam hai naa savera hai
Tanha hoon main
Phir bhi tanha nahi
Darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun Besabar ho rahi hai ye meri baahein
Tu kahaan hai?
Benazar ho rahi hai yeh nigaahein
Tu kahaan…? Apne dil se mera haq mitaane lage
Mere har khwaab ko tum jalane lage
Dil mein bharne laga hai dhuaan… Tere bina marz aadha adhoora hai
Ek dhundh hai
Shaam hai naa savera hai
Tanha hoon main
Phir bhi tanha nahi
Darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun Aa ja naa…
Nigahon se ilzaam de
Adaaon se paigaam de
Koi toh mujhe naam de
Ishq hai badgumaan…


Singer: Arijit Singh, Aakanksha Sharma

Lyricist: Raqueeb Alam

Music: Asad Khan