1942 A Love Story – Kuchh Na Kaho (female) Song Lyrics

Presenting Anil Kapoor, Jackie Shroff, Manisha Koirala, Danny Denzongpa, Anupam Kher, and Pran, 1942: A Love Story is a Vidhu Vinod Chopra directed film which showcases a sweet romance between an Indian couple in the midst of the steamy 1940’s Indian revolutionist movement and heavy political unrest relating to the ‘British Raj’.

Album: 1942 A Love Story

Song: Kuchh Na Kaho (female)


Lyrics

Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho
Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho
Kya kehna hai kya sunna hai
Mujhko pata hai tumko pata hai
Samay ka ye pal tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon
Bas ek tum ho
Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho

Koi sab pehchaane khoye saare apne
Samay ki chhalni se gir girke khoye saare sapne
Koi sab pehchaane khoye saare apne
Samay ki chhalni se gir girke khoye saare sapne
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon
Bas ek tum ho
Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho

Humne jab dekhe thay sunder komal sapne
Phool sitaare parvat baadal sab lagte thay apne
Humne jab dekhe thay sunder komal sapne
Phool sitaare parvat baadal sab lagte thay apne
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon
Bas ek tum ho
Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho

Kya kehna hai kya sunna hai
Mujhko pata hai tumko pata hai
Samay ka ye pal tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon
Bas ek tum ho …