2 States – Mast Magan Song Lyrics

Music By : Shankar–Ehsaan–Loy
Singers : Arijit Singh, Chinmayi
Male : Ishq ki dhooni roz jalaaye

Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye

Ho akhiyaan kare jee hazoori

Maange hai teri manzoori

Kajra siyaahi, din rang jaaye

Teri kastoori rain jagaaye

Man mast magan, man mast magan

Bas tera naam dohraaye

Man mast magan, man mast magan

Tera naam dohraaye
Male : Chaahe bhi toh bhool na paaye

Man mast magan, man mast magan

Bas tera naam dohraaye

Man mast magan, man mast magan

Tera naam dohraaye
Female : Ohh… Jogiya jog lagake

Makhra rog lagaa ke

Ishq ki dhooni roz jalaaye

Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye

Male & Female :Man mast magan, man mast magan

Bas tera naam dohraaye

Man mast magan, man mast magan

Bas tera naam dohraaye
Male : Chaahe bhi toh bhool na paaye

Man mast magan, man mast magan

Bas tera naam dohraaye

Man mast magan, man mast magan

Tera naam.. bas tera naam dohraaye
Female : Ohh..
Male : Odh ke dhaani reet ki chaadar

Aaya tere shehar mein Ranjha tera

Duniya zamaana, jhoota fasaana

Jeene marne ka waada saancha mera

Female : Ho.. sheesh-mehal na mujhko suhaaye
Male : Tujh sang sookhi roti bhaaye

Male & Female : Man mast magan, man mast magan

Bas tera naam dohraaye

Man mast magan, man mast magan

Bas tera naam dohraaye
Male : Chaahe bhi toh bhool na paaye

Male & Female : Man mast magan, man mast magan

Bas tera naam dohraaye

Man mast magan, man mast magan

Tera naam.. dohraye