23rd March 1931 Shaheed – Sarfaroshi Ki Tamanna Song Lyrics

Igniting the Indian patriotism, 23rd March 1931: Shaheed is a 2002 Bollywood segment which shows the struggle of a great freedom fighter Bhagat Singh and his comrades Sukhdev and Rajguru for their country. Director Guddu Dhanoa casts Bobby Deol, Sunny Deol, Amrita Singh, Rahul Dev, Suresh Oberoi, Shakti Kapoor, Divya Dutta, and Aishwarya Rai Bachchan in a special appearance.

Album: 23rd March 1931 Shaheed

Song: Sarfaroshi Ki Tamanna


Lyrics

(Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai
Dehkna hai zor kitna bajuen qaatil mein hai) – 2
Waqt aane pe bata denge tujhe hai aasmaan
Kya baatein hum jununein shok kis manjil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna…

Dooriyaan umid ki na aaj humse chut jaaye
Milke dekha hai jine woh sapne bhi naa root jaaye
Hausle woh hausle kya jo sitam se toot jaaye – 2
Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai
Dehkna hai zor kitna baajuen qaatil mein hai

Tere sone roop ko hum ek nayi bahar denge
Apne hi lahoon se tera rang hum nikhaar denge
Desh mere desh tujhpe zindagi bhi waar denge – 2
Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai
Dehkna hai zor kitna baajuen qaatil mein hai

(Khushboo banke mehka karenge hum lelahti har faslo mein
Saas ban ke hum gun gunayenge aane wali har naslo mein hum) – 2
Aane wali aane wali naslo mein hum
Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai
Dehkna hai zor kitna baajuen qaatil mein hai

Waqt aane pe bata denge tujhe hai aasmaan
Kya baatein hum jununein shok kis manjil mein hai