Chaahat – Tumne Dikhaye Aise Sapne Song Lyrics

Coming out as one of the hit films of the 1996 Box Office, Chaahat (1996) is a romantic Bollywood segment which presents Shahrukh Khan, Pooja Bhatt, Naseeruddin Shah, Ramya Krishna, and Anupam Kher in lead roles. The story is much like a love triangle where a struggling singer in Mumbai is in love with a lady doctor while the sister of a hotel owner feels love for the singer.

Album: Chaahat

Song: Tumne Dikhaye Aise Sapne


Lyrics

Tumne dikhaye aise sapne – (2)
Nind me hamne umrr gava dee, umrr gava dee……..

Tumne dikhaye aise sapne
Nind me hamne umrr gava dee, umrr gava dee……..

Ek kamee thee taj mahal me – (2)
Hamne tasvir teree laga dee, teree laga dee……….

Tumne dikhaye aise sapne
Nind me hamne umrr gava dee, umrr gava dee……..

Too mere jivan kee sargam, too hai dhun mere nagmo kee
Too meree dhadkan kee laihair, manjil mere armano kee – (2)

Jahan jahan panv pade hain tumhare – (2)
Hamne apnee palak bicha dee, palak bicha dee….

Ek kamee thee taj mahal me
Hamne tasvir teree laga dee, teree laga dee……..

Tere band labo key nagme, sun sun kar mai jhum raha hu
Han (yu lagta hai pyasee najar se, tere labo ko chum raha hu -2)

Yad kiya hai jabse tumko – (2)
Hamne apnee yad bhula dee, yad bhula dee……..

Tumne dikhaye aise sapne
Nind me hamne umrr gava dee, umrr gava dee………

Ek kamee thee taj mahal me – (2)
Hamne tasvir teree laga dee, teree laga dee…….