Saadgi – Album – Ab Toh Iss Tarah Song Lyrics

Album: Saadgi – Album

Song: Ab Toh Iss Tarah


Lyrics

Ab to is tarah meri aankhon mein khaab aate hain
Jis tarah aayeene cheharon ko taras jaate hain

Ehatiyaat ahal-e-mohabbat ke isi shahar ke log
Gul-ba-dast aate hain aur kwaabaa-rasan jaate hain

Jaise tazabeez-e-taalluq ki bhi rut ho koi
Zakm bharate hain to ahabaab bhi a jaate hain

Har kadi raat ke baad aisi qayaamat guzari
Subaho ka zikr bhi aaye to laraz jaate hain