Ishq Ho Gaya Mamu – Jaaneman Hum Se – 2 Song Lyrics

Ishq Ho Gaya Mamu is a 2008 story of three boys dreaming of marrying the same girl. They soon realize that in order to woo the girl, they have to impress her father who is fond of Urdu poetry. So, these guys try to step into the shoes of Ghalib by readings his ghazals. Things go terribly wrong when one of the boy’s father loses his heart to an aunt of other boy.

Album: Ishq Ho Gaya Mamu

Song: Jaaneman Hum Se – 2


Lyrics

Jaaneman hum se -2 aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo – (2)
Chaahe todo -2 magar ek waada karo
Chaahe todo magar ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo – (2)

(Mujhe paana hai toh mere nakhare utha
Meri taarif kar, mujhe dil mein bitha) – (2)
Meri aankhein hai jhil, iname gota laga
Jaan nyochhyavar tu kar, apani hasti mita
Kitani naajuk hai dekh meri patali kamar
Teri kismat hai jo padi isape najar
Mere lab hai -2 shole, jara chhuke tu dekh
Sard hai yeh mausam, (aag se khud ko sekh -2)
Aise dilkash kabhi phir na aayegi raat
Aise mauke ka kuchh toh ifaada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo

(Ishq jaisi nahi iss jahaan mein daulat
Ishq milata hai toh de de har tu kimat) – (2)
Isase badhakar nahi kahi koyi lajjat
Ishq rehmat bhi hai, ishq hi hai niymat
Ishq ne hai bakshi iss jahaan ko jinat
Ishq ho jaaye toh badal jaaye kismat
Ishq neki anda -2 iss jahaan ko ijjat
Saare aalam mein hai (ishq se hi rangat -2)
Tum bhi aashiq bano, thodi jururrat karo
Apane dil ko jara tum ishaara karo
Pyaar karne ka humse iraada karo
Jaaneman hum se -2 aaj ek waada karo
Jaaneman hum se aaj ek waada karo
Pyaar karne ka humse iraada karo – (2)