– Bharat humko jan se Song Lyrics

Music By : A.R. Rahman
Singer : Hariharan
Male :Bharat humko jan se pyara hain

Sabase nyara gulistan hamara hain

Bharat humko jan se pyara hain

Sabase nyara gulistan hamara hain

Sadiyon se bharat bhuumi

Duniya ki shan hain

Bharat man ki raksha mein

Jeevan qurban hain

Bharat hamako jan se pyara hain

Sabase nyara gulistan hamara hain
Chorus : Ujade nahin apana chaman

Tute nahin apana watan

Gumrah na karde koi

Barabad na karade koi

Mandir yahan, masjid yahan

Hindu yahan muslim yahan

Miltee rahe ham pyar se jago
Male : Hindustani naam hamara hain

Sabase pyara desh hamara hain

Hindustan naam hamara hain

Sabase pyara desh hamara hain

Janmabhuumi hain hamari

Shan se kahenge hum

Sabhe to bhai bhai

Pyar se rahenge ham

Hindustani naam hamara hain

Sabase pyara desh hamara hain
Chorus : Assam se gujarat tak

Bengal se maharashhtra tak

Jati kai dhun ek hain

Bhasha kai suree k hain

Kashmir se madras tak

Keh do sabhi ham ek hain

Awaz do ham ek hain jagoo.