Aa Bhi Ja – (Uvie) – Waada Koi Yaad Aa Gaya Song Lyrics

Presenting the Indipop segment, Aa Bhi Ja – (Uvie) is a fantastic music album which casts the famous artist Upendra Verma. Released in 2009, this album was directed by Joy Raha, Nakash Sargam, and Pawan Atwaal. The song ‘Mere Rabba Tu Maaf Kar’ is was counted as the top number of this album.

Album: Aa Bhi Ja – (Uvie)

Song: Waada Koi Yaad Aa Gaya


Lyrics

Waada koi yaad aa gaya saaya koi phir chhu gaya
Bheegi nigaahon mein dil ki panaaho mein
Teri yaadon ka chhaaya dhunwaan
Jita jaata hoon pal pal ke marke bhi
Mere jine ki tu hai wajah o o o o……

(Subah patton pe jo bundein os banake bahein
Ask hai yeh tute dil ke yaad tujhako karein) – (2)
Suni shaamein hai raatein tanaha hai
Haal-e-dil kya hai tujhako pata
Jita jaata hoon pal pal ke marke bhi
Mere jine ki tu hai wajah o o o o……

(Chaand roshan sard raahein dil jalaane lage
Main akela hoon jahaan mein kyun jataane lage) – (2)
Syaah raahein hai num nigaahein hain
In andheron mein main kho gaya
Jita jaata hoon pal pal ke marke bhi
Mere jine ki tu hai wajah o o o o……