Aafreen Vol. 1 (Non-Film) – Hum Toh Huye Badnaam Song Lyrics

Released in August 14, 2008, Aafreen Vol. 1 is a ghazal style Indian music album sung by famous artist Pankaj Udhas. It comes out with 7 beautiful, soft tuned tracks that are worth enjoying. The number ‘Dil Ne Dhadakna Chhod Diya’ is a popular one from this album.

Album: Aafreen Vol. 1 (Non-Film)

Song: Hum Toh Huye Badnaam


Lyrics

Woh nahin badnaam jisne dil ko hai paida kiya
Dil se jo paida huyi woh aarzoo badnaam hai
Shehar mein tere karke wafaayein hum to huye badnaam – 2
Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2
Hum to huye badnaam – 2

Apne labon ko sike humne ishq mein naam kamaaya – 3
Husn ko lekin deke duaayein hum to huye badnaam – 2
Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2
Hum to huye badnaam – 2

Maikhane se uski gali tak jab apani shoharat phail – 2
Log hamein phir kaise bhulaayein hum to huye badnaam – 2
Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2, hum to huye badnaam
Shehar mein tere karke wafaayein hum to huye badnaam
Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2
Hum to huye badnaam – 3