Aafreen Vol. 1 (Non-Film) – Yahi Hai Fasaana Humaara Tumhaara Song Lyrics

Released in August 14, 2008, Aafreen Vol. 1 is a ghazal style Indian music album sung by famous artist Pankaj Udhas. It comes out with 7 beautiful, soft tuned tracks that are worth enjoying. The number ‘Dil Ne Dhadakna Chhod Diya’ is a popular one from this album.

Album: Aafreen Vol. 1 (Non-Film)

Song: Yahi Hai Fasaana Humaara Tumhaara


Lyrics

Yahi hai fasaana humaara tumhaara – 2
Jamaana deewaana humaara tumhaara
Yahi hai fasaana humaara tumhaara – 2

Jamane ki rasmo mein shaamil rahega – 3
Woh milna milaana humaara tumhaara – 2
Jamaana deewaana humaara tumhaara
Yahi hai fasaana humaara tumhaara

Gulo ki kitaabo ka unvaan hoga – 3
Yahi muskuraana humaara tumhaara – 2
Jamaana deewaana humaara tumhaara
Yahi hai fasaana humaara tumhaara

Mulakaat apani hai sadiyo puraani – 3
Yeh rishta puraana humaara tumhaara – 2
(Jamaana deewaana humaara tumhaara
Yahi hai fasaana humaara tumhaara) – 2