Aag Ka Gola – Tauba Re Tauba Song Lyrics

Aag Ka Gola is an action thriller movie directed by David Dhawan. It starred Sunny Deol, Dimple Kapadia, Prem Chopra, and Shakti Kapoor in lead roles. It was released in 1989. The plot is done to death that shows how poverty forces people to take other ways of earning, and then a particular incidence brings change in them.

Album: Aag Ka Gola

Song: Tauba Re Tauba


Lyrics

Tauba re tauba haye mere rabba – 2
Ye kya gazab kiya
(Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya) – (2)
Tauba re tauba aye mere rabba
Ye kya gazab kiya
(Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya) – (2)

Kya rup hai kya rang hai
Kya chal hai kya ada
Kya hai nazar kya hai kamar
Kaise na ho dil fida
Sadi kabhi pahene jo tu
Zulfe banake jara
Aakho ko ho dhoka yaha
Tu hai koi apasara
Tujhko banaya jab us khudane – 2
Shayad woh behosh tha
(Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya) – (2)
Tauba re tauba haye mere rabba
Ye kya gazab kiya
(Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya) – (2)

Phulo sa hai najuk badan
Kanchampe ki dal hai
Jab se tujhe dekha yaha
Dil ka bura hal hai
Jab tu chale bal khake yu
Dil pe kya jhatka lage
Chhuke tujhe kya jane kyu
Har ang mera jale
Hairat hai mujhko kaise khuda ne – 2
Ye kam ulta kiya
Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya
Tauba re tauba aye mere rabba
Ye kya gazab kiya
(Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya) – (2)

Khwabo me jo mere basi hai
Ye teri surat wahi
Par kya karu majbur hu
Kismat hai meri buri
Aye kash tu hota agar
Ladki yaha meri ja
Teri kasam tujhse hi mai
Shadi rachata yaha
Haye tere jaisi biwi jo milti – 2
Jine ka aata maza
(Tujhko banana tha ladki
Ladka bana diya) – (2)
Tauba re tauba aye mere rabba
Ye kya gazab kiya
(Jisko banana tha ladki
Use ladka bana diya) – (2)