Aah – Sunate The Naam Hum Jinaka Bahaar Se Song Lyrics

Featuring Raj Kapoor and Nargis in starring roles, Aah is a Bollywood romantic film number which was directed during the black-and-white period of 1953 by Raja Nawathe. The story is about a widowed businessperson’s son who is settled in Allahabad. The production company for this movie was R.K. Films.

Album: Aah

Song: Sunate The Naam Hum Jinaka Bahaar Se


Lyrics

(Sunate the naam hum jinaka bahaar se
Dekha toh dola jiya jhum-jhum ke) – 2

Chhupate rahein jo meri nazar se – 2
Dil bole mera tum hi toh ho, o dil bole mera tum hi toh ho
Aankho se rang mere dil ke umang pe, daala toh dola jiya jhum-jhum ke
Sunate the naam hum jinaka bahaar se, dekha toh dola jiya jhum-jhum ke

Thukra chuke the jinaki muhabbat – 2
Kyon unape deewaane huye, hum kyon unape deewaane huye
Tadpa ke pyaar ne jab hum ko pyaar se, chheda toh bola jiya jhum-jhum ke
Sunate the naam hum jinaka bahaar se, dekha toh dola jiya jhum-jhum ke

Pahle kahi yeh dil na jhuka tha – 2
Kya jaanu abb kya ho gaya, main kya jaanu abb kya ho gaya
Jaao na aaj kal tum humko chhod ke, apna toh dola jiya jhum-jhum ke
Sunate the naam hum jinaka bahaar se, dekha toh dola jiya jhum-jhum ke