Aaj – Zindgi Roj Naye Rang Song Lyrics

Aaj is a 1987 Hindi movie from the Bhatt camp which was hoping to cash in on the success of the previous hit ‘Naam.’ Kumar Gaurav played the lead role trying to find his kidnapped sister. Many fans of Akshay Kumar do not know that before making his debut through Saugandh in 1991, he appeared in a small role in this film where he is acting as a Karate instructor to the heroine.

Album: Aaj

Song: Zindgi Roj Naye Rang


Lyrics

Zindagi zindagi zindagi – 2
Zindagi roj naye rang mai dal jati hai – 2
Kabhi dushman to kabhi dushman to
Kabhi dost nazar aati hai
Kabhi dushman to kabhi dost nazar aati hai
Zindagi roj naye rang mai dal jati hai – 2
Kabhi dushman to kabhi dost nazar aati hai
Kabhi dushman to kabhi

Kabhi chha jaye baras jaye ghata bemosam – 6
Kabhi ek bund ko bhi kabhi ek bund ko bhi
Ruh taras jati hai
Kabhi ek bund ko bhi ruh taras jati hai – 3
Zindagi roj naye rang mai dal jati hai
Zindagi roj naye

Jab koi apna chala jaye chhuda kar daman – 6
Dil ke armano pe haye
Dil ke armano pe talwar si chal jati hai – 4
Zindagi roj naye rang mai dal jati hai
Zindagi roj naye

Tut jate hai bikhar jate hai moti sare – 6
Pyar ki mala kahi
Pyar ki mala kahi se bhi jo kat jati hai – 4
Zindagi roj naye rang mai dal jati hai
Zindagi roj naye

Mere mahbi pe na ja mere gunaho ko na gin – 6
Kon hai jis se kabhi
Kon hai jis se kabhi bhul na ho pati hai – 4
Zindagi roj naye rang mai dal jati hai – 2
Zindagi zindagi zindagi zindagi – 2