Aakhri Daao – Dekhe Kaha Par Girti Hai Bijli Song Lyrics

Aakhri Daao is based on Vermaji’s celebrated novel of 1950’s which bears the same name. Formed under the direction of A. Salaam, this is a romantic crime based Bollywood offering which presents Saira Banu, Jeetendra and Danny Denzongpa. The film tells the story of a young man who initially works as a safe-cracker and later decides to do a white collar job of a manager for a wood production company.

Album: Aakhri Daao

Song: Dekhe Kaha Par Girti Hai Bijli


Lyrics

(Dekhe kaha par girti hai bijli
Gussa hai ya tufan o allah
Ho allah meri khair ho) – (2)

Banke hawa ka jhoka na ja tu
Ruk na jara nadan o allah
Ho allah meri khair ho

Tera jamana hai dil to nishana hai
Teri najar ka ho ho
Mujhko sambhalo ji tir nikalo ji
Mere jigar ka
Upar se shola andar se shabnam
Khud hai teri shan
O allah ho allah meri khair ho – 2

Rut bhi rangili hai
Bad nashili hai sokha hasina
Tum bhi akeli ho ek paheli ho
Sikh lo jina
Mud ke to dekho tum jate jate
Maro na naino ke ban
O allah ho allah meri khair ho – 2

Pyar hai aankho me nam hai hotho pe
Kahe chhupao
Dil bhi dhadka hai dard ubharta hai
Chahe dabao
Hum bhi tere rup ke rasiya
Kurban kare tere jan
O allah ho allah meri khair ho
Dekhe kaha par girti hai bijli
Gussa hai ya tufan o allah
Ho allah meri khair ho