Aakhri Daao – Tum Sang Prit Lagai Song Lyrics

Aakhri Daao is based on Vermaji’s celebrated novel of 1950’s which bears the same name. Formed under the direction of A. Salaam, this is a romantic crime based Bollywood offering which presents Saira Banu, Jeetendra and Danny Denzongpa. The film tells the story of a young man who initially works as a safe-cracker and later decides to do a white collar job of a manager for a wood production company.

Album: Aakhri Daao

Song: Tum Sang Prit Lagai


Lyrics

(Tum sang prit lagai
Aur bandhi prit ki dor) – (2)
Tum to aise bhage sajanva
Jaise bhage chor
(Kisi ke dil ko chura ke
Kisi ka mol utha ke) – (2)

Tum sang prit lagai
Aur bandhi prit ki dor
Tum to aise bhage sajanva
Jaise bhage chor
(Kisi ke dil ko chura ke
Kisi ka mol utha ke) – (2)

(Tumse harjai sajan
Bag me jaise bhaure) – (2)
More najuk najuk dil par
Najuk najuk dil par
Tum ne dale dore
Sajan tum ne dale dore
Savan rut me jaise
Chalte aankh chure ke mor

(Kisi ko rang dikha ke
Kisi ko geet suna ke) – (2)

Oo tum sang prit lagai
Aur bandhi prit ki dor
Tum to aise bhage sajanva
Jaise bhage chor
(Kisi ke dil ko chura ke
Kisi ka mol utha ke) – (2)

(Bin badal ki bijli hu main
Ram kasam tufani
Are machlu to main aisi
Aaha machlu to main aisi
Chum nadiya ka pani balam – 2
Main to apne pyar ki pakki
Tum hi bade kamjor
(Kisi se pyar jatake
Kisi ko pas lake

Oo tum sang prit lagai
Aur bandhi prit ki dor
Tum to aise bhage sajanva
Jaise bhage chor
(Kisi ke dil ko chura ke
Kisi ka mol utha ke) – (2)