Aamras – Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan Song Lyrics

Released in 2009, Aamras is about four female friends who face testing times in their friendship during various phases of their lives. Director Rupali Guha had casted Jiya Sarang, Pari Sehgal, Rakhi Chadda, Sanya Balsara, Zarina Wahab, Reema, Sukanya Kulkarni, Shubhi, Vikram Kapadia, Usha Bachani, Sonali Sachdev, Meher, Sunil Sinha, and Manoj Pahwa for this film. It falls under the category of adult comedy drama films.

Album: Aamras

Song: Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan


Lyrics

Yeh jamin yeh aasmaan yeh waadiyaan
Gumsum hai kyun bhala saara sama

(Yeh jamin yeh aasmaan yeh waadiyaan
Gumsum hai kyun bhala saara sama) – (2)
Tham sa gaya yeh pal, dil na lage aajkal
Tu hi bata kya karun kaise yahaan main rahun
Tere bin suna suna yeh jahaan – (4)

Yeh nadi yeh saahilein yeh kashtiyaan
Sab puchhate hai yeh tu hai kahaan
Kya main kahun inase, dur hai tu mujhase
Kya baat hai kya huwa, kyun ho gayi tu juda
Tere bin suna suna yeh jahaan – (2)

Mere honto mein sama banake hansi
Meri jindagi mein aa leke khushi
Bhul gayi tu mujhe, yaad karu main tujhe
Aaja sanam aa bhi ja, sun le sada o meri jaan
Tere bin suna suna yeh jahaan – (4)