Aan – 1952 – Maan Mera Ehsaan Arre Naadaan Ke Song Lyrics

Formed under the direction and production of Mehboob Khan, Aan (1952) is a drama film segment whose story revolves around an imperial family. The main cast of this film includes Nadira, Dilip Kumar, Premnath, and Nimmi. Shot in a color motion picture process, it was the first technicolour movie of India.

Album: Aan – 1952

Song: Maan Mera Ehsaan Arre Naadaan Ke


Lyrics

Maan mera ehsaan arre naadaan ke maine tujhse kiya hai pyaar – 2
Meri nazar ki dhoop na bharti roop to hota husn tera bekaar
Maine tujhse kiya hai pyaar
Maan mera ehsaan…

Ulfat na sahi nafrat hi sahi is ko bhi muhabbat kehte hain
Tu laakh chhupaaye bhed magar ham dil mein samaaye rehte hain
Tere bhi dil mein aag uthhi hai jaag zubaan se chaahe na kar iqraar
Maine tujhse kiya hai pyaar
Meri nazar ki …

Apna na bana loon tujhko agar ik roz to mera naam nahi
Patthar ka jigar paani kar du, yeh toh koyi mushkil kaam nahi
Chhod de abb yeh khel tu, kar le mel mere sang maan le apni haar
Maine tujhse kiya hai pyaar
Maan mera ehsaan………..