Aana Dobara – Khamakha – Dil Ki Meri Khata Yeh Toh Nahi Song Lyrics

Starting his career as a Marathi composer and singer, Avadhoot Gupte has come up with a Hindi music album named Aana Dobara which presents 9 phenomenal tracks each possessing different music. The opening track ‘Aana Dobara’ was noted among the best songs during its time. Gupte had won the Best Composer Award in the 2002 Alpha Gaurav Puraskar.

Album: Aana Dobara

Song: Khamakha – Dil Ki Meri Khata Yeh Toh Nahi


Lyrics

Khamakha pedo ka gujarna
Khamakha raaston ka chalna
Kya hain yunhi kahi girna
Girke phirse sambhalna
Kya hain dil mein laankhon sawalon ka jalna
Dil ki mere khata yeh toh nahi
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi toh dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi
Ke pyar jatate hai kaise jaana
Dil ki mere khata yeh toh nahi
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna

Gawa hai yeh asmaan gawa hai hawa
Kisiko na chaha kabhi tumhare siwa
Kyun hain phir yeh tanhaiya
Kaisi yeh saza
Dil ki mere khata yeh toh nahi
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi toh dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi
Ke pyar jatate hai kaise jaana

Kya hai jugnuon ka chamakna
Raat aate shaamon ka dhalna
Patjhado mein phoolon ka khilna
Aankhon ki salakhon ka dam kya hain
(Dil ki mere khata yeh toh nahi
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna
Tumne bhi toh dikhaya na kabhi
Ya phir sikhaya na kabhi
Ke pyar jatate hai kaise jaana) – 2
Dil ki mere khata yeh toh nahi
Ke maine bataya na kabhi
Ke tune sataya hai mujhe kitna