Aap Se Mausiiquii – Teri Arziyaan Song Lyrics

Teri Arziyaan Lyrics from Aap Se Mausiiquii: The song is sung and composed by Himesh Reshammiya while lyrics of Teri Arziyaan are penned by Manoj Muntashir. Teri Arziyan is another beautiful melodious song by HR.


Kabhi ho saka na main
Tere ishq se riha
Tere baad har ghadi
Tere saath main rahaTere naam se meri arziyaan
Teri marziyaan, meri marziyaan
Tu nahi jahan
Haan wahan bhi tu saath hai (x2)O.. mujhe harf harf tu yaad haiKabhi kabhi aise mera
Picha kare teri yaad
Tere bina bhi main chalun
Milon milon tere saathTeri kayfiyat mein kjate
Mere din ye meri raatKabhi ho saka na main
Tere ishq se riha
Tere baad har ghadi
Tere saath main rahaTere naam se meri arziyaan
Teri marziyaan, meri marziyaan
Tu nahi jahan
Haan wahan bhi tu saath hai (x2)O… mujhe harf harf tu yaad haiChaha ye hazaron dafa
Socha ye harazon baar
Aankh bhar ke dekhun
Jee bhar ke kar loon pyaarKuch nahi tere siva
Tu hi aar, hu hi paarKabhi ho saka na main
Tere ishq se riha
Tere baad har ghadi
Tere saath main rahaaTere naam se meri arziyan
Teri marziyan, meri marziyan
Tu nahi jahan
Haan wahan bhi tu saath hai (x2)O.. mujhe harf harf tu yaad hai


Singer: Himesh Reshammiya

Lyricist: Manoj Muntashir

Music: Himesh Reshammiya