Aetbaar – Naa Najaro Ka Song Lyrics

Singers : Babul Supriyo and Shweta Pandit
Music by : Rajesh Roshan
Male : Naa najaro ka..

Naa sitaro ka..
Male : Naa najaro ka..

Naa sitaro ka..

Naa fizao ka..

Naa baharo ka..

Naa hi lehro ka..

Hae naa kinaro ka..

Jane jana naa..

Mai deewana deewana

Deewana deewana hu tera..
Female : Naa pavan ki hu..

Naa chaman ki hu..

Naa samandar ki..

Naa gagan ki hu..

Naa hawao ki..

Naa ghatao ki..

Jane jana naa..

Mai deewani deewani

Deewani deewani hu teri..
Male : Kya chiz hai tujh me aisi..

Jo mai deewana huwa..

Kya chiz hai tujh me aisi

Jo mai deewana huwa..
Female : Deewani kaise bataye..

Kyun too deewana bana..
Male : Gar hai yahi rasme ulfat

Kyun naa nibhate chalen..
Female : Aao sanam dono milkar

Sab kuchh bhulate chalen..
Male : Naa mai kudrat ka..

Naa mai jannat ka..

Jane jana naa..

Mai deewana deewana

Deewana deewana hu tera..
Female : Naa pavan ki hu..

Naa chaman ki hu..

Naa samandar ki..

Naa gagan ki hu..
Female : Anjani ankho me kaise

Mere yeh sapne saje..

Anjani ankho me kaise

Mere yeh sapne saje
Male : Anjana kahna naa mujhko

Tere liye ham bane..
Female : Ham panchhiyo ki tarah se

Jane kidhar ko chale
Male : Phulo bhari wadiyo me

Nile gagan ke tale
Female : Naa naa mai phulo ki

Naa mai bhanvro ki

Jane jana naa..

Mai deewani deewani

Deewani deewani hu teri..
Male : Naa najaro ka..

Naa sitaro ka..

Naa fizao ka..

Naa baharo ka..
Female : Naa hawao ki..

Ha naa ghatao ki..
Both : Jane jana naa..
Male : Mai deewana
Female : Deewani
Male : Deewana
Female : Deewani
Male : Hu tera..
Female : Hu teri