Aitraaz – Nazar Aa Raha Hai Song Lyrics

Singers : Alka Yagnik and Udit Narayan
Music by : Himesh Reshammiya
Female : Ho nazar aa raha hai.. saaf ye..

Ham hi ham hai dil mein.. aap ke..

Nazar aa raha hai.. saaf ye..

Ham hi ham hai dil mein.. aap ke..
Female : Faisla.. ho hi jaayega..

Ye wafa.. sach hai sanam..

Ye nahin.. mera bharam
Male : Nazar aa raha hai.. saaf ye..

Ham hi ham hai dil mein.. aap ke..

Faisla.. ho hi jaayega..

Ye wafa.. sach hai sanam

Ye nahin.. mera bharam
Female : Ho nazar aa raha hai.. saaf ye..
Female : Mujhe abhi dil aap ka

Sirf mere liye hi..

Dhadakta hai sanam..

Tanhaai mein ye raat din

Sirf mere liye hi..

Tadapta hai sanam
Female : Ye pata.. chal hi jaayega..

Ye pata.. chal hi jaayega..

Ye wafa.. sach hai sanam

Ye nahin.. mera bharam
Male : Nazar aa raha hai.. saaf ye..

Ham hi ham hai dil mein.. aap ke..
Male : Tuhi tu hai saaya mera

Chaahke bhi tujhe na..

Bhool paaun sanam

Teri wafa teri kasam

Thaam lee jab main..

Dagmagaaun sanam..
Male : Ye khabar lag hi jaayegi

Ye khabar lag hi jaayegi

Ye wafa.. sach hai sanam

Ye nahin.. tera bharam
Male : Nazar aa raha hai.. saaf ye..

Ham hi ham hai dil mein.. aap ke..

Faisla.. ho hi jaayega

Ye wafa.. sach hai sanam

Ye nahin.. mera bharam…..