Always Kabhi Kabhi – School Ke Din Song Lyrics

School Ke Din Lyrics from Always Kabhi Kabhi: The song is sung by Suhail Kaul and Ishq Bector. It is composed by Pritam Chakraborty with lyrics written by Amitabh Bhattacharya.


Yo listen up now, school’s out.
Hear the bell ring.
Tera kya hoga
I’m do my thing.
I’ll be rich, dressed in bling.
I’m a spread ishq can make you sing (x2 times) Gum koi aankhon mein jo meethe meethe sapne, kya yeh dil kare
Pehle pehle din ki yeh nayi nayi subah, aao chill karein
Gham ko chabatein jaaye, sabko ko batatein jaaye, apni hasratein
Yaar mat bhoole jagah, hai yeh badi cool, suno suno zara let me say Bhoolenge hum toh nahin, sochenge hum bhi kabhi
School ke yeh din sabhi aayenge na, na na na
Seekhenge hum yeh yahin, hai kya galat kya sahi
School ke yeh din sabhi aayenge na, na na na
Aayenge na, aayenge na Yo listen up now, school’s out.
Hear the bell ring.
Tera kya hoga
I’m do my thing.
I’ll be rich, dressed in bling.
I’m a spread ishq can make you sing Theory mein kamzor hai, practical champion
Tod de hum deewaron ko, hai bones mein calcium
Padhne se jo ho na ho, teacher se pyaar ho
Future ho raste pe, aankhon mein stars ho..
Darr bare ghar chodhe, jo bhi mile usse chhede, masti mein chale
Keede ban khaane lage aise kyun kitaabon ko, chasme lag gaye
Science padhe, Arts padhe, din padhe-raat padhe, kuch bhi na padhe
Sar pe jo dandey hain, syllabus gandhe hain, phir bhi hum kahe hain Bhoolenge hum toh nahin, sochenge hum bhi kabhi
School ke yeh din sabhi aayenge Na, Na Na Na
Seekhenge hum yeh yahin, hai kya galat kya sahi
School ke yeh din sabhi aayenge na, na na na
Aayenge na, aayenge na


Singer: Suhail Kaul, IshQ Bector

Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Music: Pritam