Andhadhun – Aap Se Milkar Song Lyrics

Singers : Abhijeet Srivastava and Aakanksha Sharma
Music by : Amit Trivedi
Male : Sadiyon ki mad’hoshiyon se

Soya hua dil jagaa… haan haan

Halki si sargoshiyon se

Qismat ka taala khula… haan haan
Male : Jo ho raha tha saccha laga

Jo ho raha tha saccha laga

Haan laga…
Male : {Aap se milkar accha laga

Aap se milkar accha laga

Aap se milkar accha laga

Accha laga} (2)
Male : Hoye tuk tuk laga kar

Single bana kar

Jawani ka over guzarta raha
Male : Hoye tuk tuk laga kar

Single bana kar

Jawani ka over guzarta raha

Aap mile toh chhakka laga

Aap mile toh chhakka laga

Haan lagaa
Male : {Aap se milkar accha laga

Aap se milkar accha laga

Aap se milkar accha laga

Accha laga} (2)