Angrezi Medium – Ek Zindagi Song Lyrics

Singers : Tanishkaa Sanghvi and Sachin-Jigar
Music by : Sachin-Jigar
Female : Main to baadalon se tour jaaungi

Main to apna hi sur paungi

Hai jo crazy crazy sapne mere

Saare chunn ke main bun aaungi
Female : Haan maana iss duniya ki hun

Hi nahin main apni hi duniya banaaungi

Ke ek zindagi meri

Sau khwaishaan haan ek zindagi meri sau khwaishaan
Female : Main poori main poori main poori karaan

Ek zindagi meri sau khwaishaan
Female : Main jeena main jeena main puri tarah

Main jeena main jeena main puri tarah
Female : Sabki rok hai tok hai nok hai jhok hai

Par dil mein phir bhi hope hai hai naa..
Female : Life thodi hard hai andekhe card hai

Par.. hum bhi toh star hai hai naa..
Female : Ke maana iss duniya ki hun hi nahin main apni hi duniya banaaungi
Female : Ek zindagi meri sau khwaishaan
Female : Main jeena main jeena main puri tarah

Main jeena main jeena main puri tarah