Antim – Hone Laga Song Lyrics

Singer : Jubin Nautiyal
Music by : Ravi Basrur
Male : Tere siwa pana hai kya

Mujhe aur khona hai kya

Tu na ho to ab jeena

Mera kaise hoga yahan

Aisa ho to ab jane jana

Main to jau kahan
Male : Main tera hone laga har kadam

Tere ishq ka hua karam
Male : Haan hone laga woh khone laga

Pyaar hone laga haan pyaar hone laga

Main tera hone laga tu meri hone lagi

Pyaar hone laga haan pyaar hone laga
Male : Sinduri lagta sama

Tare bikhre haseen

Baahon se lag ja tu abhi

Kho jayein hum kahin
Male : Main honth hoon tu hai geet

Main saaz hoon tu sangeet

Main saaz hoon tu sangeet

Main honth hoon tu hai geet

Main saaz hoon tu sangeet
Male : Main tera hone laga har kadam

Tere ishq ka hua karam
Male : Haan hone laga woh khone laga

Pyaar hone laga haan pyaar hone laga

Main tera hone laga tu meri hone lagi

Pyaar hone laga haan pyaar hone laga