Aryan : Unbreakable – Teri Te Me Song Lyrics

Singers : Pamela Jain and Anand Raj Anand
Music by : Anand Raj Anand
Male : Teri te main

Teri te main
Chhuna hai aasmaan ko

Chhuna hai aasmaan ko

Ho dikhana hai is jahaan ko

Aye mudke na takna pichhe na hatna

Manzil ko paake rahenge jhukake
Male : Tewar hai ab judaa se

Chhuna hai aasmaan ko

Ho dikhane hai is jahaan ko

Aye mudke na takna pichhe na hatna

Manzil ko paake rahenge jhukake

Tewar hai ab judaa se
Female : Dil nahi hai

Dil nahi hai aapke bin bas mein

Aapke vaaste ab bhi taraste hai raste

Gul ham ek aashiyaan ke
Male : Chhuna hai aasmaan ko

Chhuna hai aasmaan ko

Aye mudke na takna pichhe na hatna

Manzil ko paake rahenge jhukake

Tewar hai ab judaa se
Male : Suraj ki garima aayi nikhar ke
Ek aag apni seene mein bhadke

Rakh degi gam jala ke

Chhuna hai aasmaan ko

Aye mudke na takna pichhe na hatna

Manzil ko paake rahenge jhukake

Tewar hai ab judaa se

Rakh dunga main hilaake