Azhar – Itni Si Baat Hai Song Lyrics

Itni Si Baat Hai Lyrics from Azhar is a romantic song featuring Emraan Hashmi and Prachi Desai. The song is sung by Arijit Singh & Antara Mitra and has music composed by Pritam while Main aur Tum lyrics are by Manoj Yadav.


Tere dar pe aake tham gaye
Naina namaazi bann gaye
Ek dooje mein yun dhal ke
Aashiqana aayat ban gaye Main aur Tum Kaisi dil lagaai kar gaye
Rooh ki rubaai bann gaye
Khaali khaali dono thhe jo
Thoda sa dono bhar gaye Main aur Tum Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai.. Lage na yeh dhoop zaroori
Lage na yeh chaanv zaroori
Milte hain ishq zameen par
Ab do hi naam zaroori Main aur Tum Apna khuda bhi hoga
Apna hi Rab le lenge
Khud ki bana ke duniya
Ye zindagi jee lenge Main aur Tum Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai.. Ek tum, ek main, teeja maangu kya khuda se
Dil doon, jaan doon, kya doon itna bata de
Tera mera rishta hai saanson se bhi naazuk Tum sa, hum sa, koi duja na hoga na hua re
Do dil sa ik seene mein hai jaise Main aur Tum
Ab dono hum ik jeene mein hain jaise Main aur Tum Jaan se zyada chaha tumko piya re
Harpal, hardum, humdum tumko jiya re Aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai..


Singer: Arijit Singh, Antara Mitra

Lyricist: Manoj Yadav

Music: Pritam