Baabul – 2006 – Har Manjar Har Lamha Song Lyrics

When a daughter-in-law becomes a widow while she is still young and have a kid to raise and the whole life in front of her, isn’t it the duty of the father-in-law to give her a new life. This moral sense is very well depicted in this 2006 release called Baabul. The film did an average business in Indian market. However, it garnered massive responses at the overseas market.

Album: Baabul – 2006

Song: Har Manjar Har Lamha


Lyrics

Har manjar har lamha, yeh pagal dil tanha – (2)
Betab rehta hai yeh kehta hai, ha kehta hai
Mehfil me akele mai – (2) tujhe yad karta hai, (ha karta hai) – (2)
Har manjar har lamha

Too dur rehke bhi pas rehti hai, too bin kahe bhi kuchh kehti hai
Mai bite khawbo mai dub jata hu, mai har jagah bas tujhko pata hu
Har khushbu har mausam, har saya har aalam
Betab rehta hai, yeh kehta hai, ha kehta hai
Mehfil me akele mai – (2) tujhe yad karta hai, (ha karta hai) – (2)
Har manjar har lamha

Yeh keh rahi hai abb wafa meri, naa bewafa too naa khata meri
Hai rahe mujhse abb juda teri, too khush rahe hai duwa meri
Har dhadakan har sapna har chahat har arma
Betab rehta hai, yeh kehta hai, ha kehta hai
Mehfil me akele mai – (2) tujhe yad karta hai, (ha karta hai) – (2)