Baagi – Piya Tu Kahan Hai Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 2000 and was directed by Mr Rajesh Kumar Singh. The star cast for the film is inclusive of Sanjay Dutt and Manisha Koirala in the lead roles along with Aditya Pancholi, Mohan Joshi, Gulshan Grover, Inder Kumar, Tina Sen, Tej Sapru, Shivaji Satam, Dinesh Hingoo, Mahesh Anand, Sanjay Narvekar, Ankush Mohite, Shama Deshpande and Uday Tikekar in supporting characters.

Album: Baagi

Song: Piya Tu Kahan Hai


Lyrics

Piya…tu kahan hai
Hoo piya
Piya…tu kahan hai

Roney lagaa dil ankh bhar aayee
Hai, roney lagaa dil ankh bhar aayee
Tadpa rahi hai abh ye judaai
Barse yoon hi din raat
Hai, aswan ki ye barsaat
Hai, piya…tu kahan hai

Piya tu kahan hai
Kahan hai
Piya tu kahan hai

Piya tu kahan hai
Kahan hai
Piya tu kahan hai

Hoo
Piya tu kahan hai
Piya tu kahan hai

Piya tu kahan hai
Kahan hai
Piya tu kahan hai…

Ooh, dil ki jo maanoon, jag rooth jaaye
Jag ki jo maanoon, dil toot jaaye
Haan, ye pyaar kya hai, pehle na jaana
Mahenga pada hai dil ka lagaana
Barse yoon hi din raat
Hai, aswan ki ye barsaat
Hai, piya…tu kahan hai

Piya tu kahan hai
Kahan hai
Piya tu kahan hai

Piya tu kahan hai
Kahan hai
Piya tu kahan hai

Piya tu kahan hai
Piya tu kahan hai

Piya tu kahan hai
Kahan hai
Piya tu kahan hai…

Hoo, khel hain kaise, dil ki lagan ke
Toot ke bikhare, sapnay milan ke
Haan, phir yaad teri aane lagi hai
Phir jaan meri jaane lagi hai
Barse yoon hi din raat
Hai, aswan ki ye barsaat
Hai, piya…tu kahan hai

Piya tu kahan hai
Kahan hai
Piya tu kahan hai

Piya tu kahan hai
Kahan hai
Piya tu kahan hai

Piya tu kahan hai
Kahan hai
Piya tu kahan hai

Piya tu kahan hai
Kahan hai
Piya tu kahan hai

Hoo, pyaar miley to hona tha
Hansna tha ya rone tha
Pyaar miley to hona tha
Hansna tha ya rone tha

Pyaar miley to hona tha
Hansna tha ya rone tha
Pyaar miley to hona tha
Hansna tha ya rone tha

Pyaar miley to hona tha
Hansna tha ya rone tha
Pyaar miley to hona tha
Hansna tha ya rone tha

Pyaar miley to hona tha
Hansna tha ya rone tha
Pyaar miley to hona tha
Hansna tha ya rone tha…