Baazi (1995) – Maine Kaha Mohataram Song Lyrics

Baazi is a story of an inspector who foils an attack to kill the CM with his bravery. Pleased with his act, the CM assigns him on a case to unearth the black-money stashed in international banks. However, those involved in the crime are the high-profile people, and they get the inspector caught in a murder of the commissioner’s daughter. The film goes on as how the inspector gets out of prison and goes on removing the cloak from everyone’s face.

Album: Baazi (1995)

Song: Maine Kaha Mohataram


Lyrics

Paidal ho tum manjil hai dur
Hamdardi hai tumse huzur
Maine kaha mohataram ruke huye kyu hai kadam – 2
Kahe ka hai intzar

Mana ke hai lamba safar
Par tumhe hai kahe ka dar
Chadti jawani hai
Rut bhi suhani hai
Manjil bhi rahi pukar
Maine kaha mohataram ruke huye kyu hai kadam

(Chalne me paw thak jaye jo tumhare
Le lena dam kahi baith ke pyare) – (2)

Rahi ko hai thandi chaw jaruri
Baho me ho ya nadi ke kinare
Jana abhi hai tumko dur
Mera kaha karna jurur
Maine kaha mohataram ruke huye kyu hai kadam – 2

Dekho kisi bekhata ki aise hasi na udao
Lagata hai ye bhi kahoge alla hame na satao
Chalo re sakhiyo chane utaro
Ise to lat me fasa ke maro

Dekho kisi bekhata ki aise hasi na udao
Lagata hai ye bhi kahoge alha hame na satao
Kar do muaf mera kusur
Had ho gayi ab to huzur
Maine kaha mohataram ruke huye kyu hai kadam
Samjhe na mohataram ruke huye kyu hai kadam
Kahe ka hai intazar

Mana ke hai lamba safar
Par tumhe hai kahe ka dar
Chadti jawani hai
Rut bhi suhani hai
Manjil bhi rahi utar
Maine kaha mohataram ruke huye kyu hai kadam

Maine kaha mohataram sun liya mohataram
Are maine kaha mohataram sun liya mohataram