Baazi – Lakh Zamane Wale Song Lyrics

Baazi is a 1951 Navketan Films product directed by Guru Dutt. It stars Dev Anand, Geeta Bali, and Kalpana Kartik in lead roles. It is the second film as agreed between the two friends Dev Anand and Guru Dutt to help each other in their struggling days. The film is a crime thriller with excellent music by S. D. Burman. All in all, the film achieved a massive success at the box office.

Album: Baazi

Song: Lakh Zamane Wale


Lyrics

O
( laakh zamane waale
Daale dilon pe taale
Tum bhi na bhoolo baalam
Ham bhi na bhoolen ) -2
Baalam
Ham bhi na bhoolen

O
( dil ki lagi pe dekho
Aanch na aaye
Jaan rahe ke jaaye
Pyaar na jaaye ) -2
Beete so beete dekho
Duniya na jeete dekho

Tum bhi na bhoolo baalam
Ham bhi na bhoolen baalam
Ham bhi na bhoolen

O
( gam jo tumhara ho wo
Gam bhi hai pyaara
Main bhi tumhari baalam
Dil bhi tumhara ) -2
Preet lagi na choote
Dor baandhe na toote

Tum bhi na bhoolo baalam
Ham bhi na bhoolen
Baalam
Ham bhi na bhoolen

Laakh zamaane waale
Daalen dilon pe taale
Tum bhi na bhoolo baalam
Ham bhi na bhoolen baalam
Ham bhi na bhoolen