Baazigar – Chhupana Bhi Nahi Aata Song Lyrics

Baazigar is a blockbuster movie of 1993 that lifted Shahrukh Khan’s acting career to a greater height. It is directed by Abbas-Mustan and is based on a novel called A Kiss Before Dying. It is basically a revenge story, but showcased in a different way breaking the moving-making formula as the main hero is also the villain, but attracts sympathy from audience. After this movie, heroes started accepting negative roles after the success of this film.

Album: Baazigar

Song: Chhupana Bhi Nahi Aata


Lyrics

Chhupana bhi nahi aata, jatana bhi nahi aata
Hame tumse mohabbat hai, batana bhi nahi aata

Hatheli par tumhara nam, likhte hai, mitate hai- (2)
Tumhi se pyar karte hai, tumhi se phir kyon chupate hai
Juban pe bat hain lekin sunana hi nahi aata
Hame tumse mohabbat hai, batana bhi nahi aata……

Mohabbat kaise karte hai, koyi toh hamko samjhaye – (2)
Kahi aisa naa ho ki pyar bin umra kat jaye
Tum se milne kaa koyi bahana bhi nahi aata
Hame tumse mohabbat hai, batana bhi nahi aata……

Chori chori chupke chupke, tumko dekha karte hai – (2)
Hal-e-dil sunane se naa jane kyon darte hai
Kitna pagal dil hai meraa manana bhi nahi aata
Hame tumse mohabbat hai, batana bhi nahi aata……