Babul – Kisi Ke Dil Me Rehna Tha Song Lyrics

Babul is a super hit movie released in 1950 featuring Dilip Kumar, Nargis, and Munawar Sultana in main roles. It is directed by S. U. Sunny and produced by Naushad. It is a story about a poor girl who dreams of marrying a postmaster, who in turns loves another girl sharing the same interest and hobby. This makes the poor girl jealous of her. She also tells a lie that the postmaster has already proposed her. However, she starts regretting about her deeds and dies after falling from a tree.

Album: Babul

Song: Kisi Ke Dil Me Rehna Tha


Lyrics

Huve majbur ham aur dil mohabbat karke pachhataya
Khushi ko lutkar meree batao tumane kya paya

Kisi ke dil me rehna tha -2, toh mere dil me kyon aaye
Basayi thi koyi mehfil -2, toh iss mehfil me kyon aaye
Kisi ke dil me……………..

Meraa dil le ke mere pyar ko thukra diya tumne
Sahara deke aankhe pher li yeh kya kiya tumne
Kisi ke dil me……………..

Khabar kya thi ke armano pe tum bijli gira doge
Meree hansti huyi aankho ko rona bhi tum sikha doge
Kisi ke dil me……………..

Tumhare git mai gati thi hardam ho ke diwani
Mere dil ki magar aawaz tumne naa pehachani
Kisi ke dil me……………..
Basayi thi koyi mehfil………….