Badal – 2000 – Tujhe Dekh Ke Dil Meraa Dole Song Lyrics

This Bollywood action thriller was directed by Mr Raj Kanwar. The star cast is inclusive of Rani Mukherjee and Bobby Deol in leading roles. The inspiration of this film is the Harrison Ford and Brad Pitt starrer “The Devil’s Own.” The music is composed by Anu Malik and the song “Jugni Jugni” was amongst the top songs in that year.

Album: Badal – 2000

Song: Tujhe Dekh Ke Dil Meraa Dole


Lyrics

O mahi meraa dil le gaya, dard javani me de gaya – (2)
Tujhe dekh ke dil meraa dole, mere dil ki dhadkan bole
Tujhe dekh ke dil meraa dole, mere dil ki dhadkan bole – (2)
Kal kal, kal kal, kal, kal, kal, kal, kal, kal
Kal gali se gujarungi mai, too rehna khidki khole, mahi

Tujhe dekh ke dil meraa dole, mere dil ki dhadkan bole
Tujhe dekh ke dil meraa dole, mere dil ki dhadkan bole – (2)
Oye jatta, oye jatta oye jatta, jatta, jatta
Mai jatt yamuna punjabi, punjaban meree ho le – (2)
Kal gali se gujarungi mai, too rehna khidki khole, mahi
O mahi meraa dil le gaya, dard javani me de gaya – (2)
Chal saiya pakad le baiya, o chal saiya pakad le baiya
Bana le dulhan padu mai paiya, chal saiya pakad le baiya

Tune aise dil jani meraa nam liya
Aaya aaya mahi, aake tujhe tham liya
Aankho aankhoo me hi, teree meree bat huyi
Tune dil se jo pukara mulakat huyi
Jaldi se mere raja, abb doli le ke aaja
Aa ha aa ha aa ha aa ha……..
Mere phir darwaje pe, bajwa de band baja, mahi
Hoo, mai jatt yamuna punjabi, punjaban meree ho le
Kal gali se gujarungi mai, too rehna khidki khole, mahi

Oy, gaddi ishk di chalne de, are hai gaddi ishk di chalne de
Jalti hai jo yeh duniya, are duniya ko jalne de
Are hai gaddi ishk di chalne de
Koyi bole kuchh bole parwah nahi
Ek tere siwa kisi ki bhi chaha nahi
Tujhe dekhu, tujhe mangu, tujhe pyar karu
Aaja sine se laga ke ikrar karu
Baho me tujhe chupake, palko me tujhe uthake
Aa ha aa ha aa ha aa ha……..
Too kar de jara ishara, le jau tujhe uthake
Tujhe dekh ke dil meraa dole, mere dil ki dhadkan bole – (3)
Mai jatt yamuna punjabi, punjaban meree ho le
Kal gali se gujarungi mai, too rehna khidki khole, mahi
O mahi meraa dil le gaya, dard javani me de gaya – (2)