Badmashiyaan – Shaitaaniyan Song Lyrics

Shaitaniyan Lyrics from Badmashiyaan: A romantic song sung by Ankit Tiwari from Hindi movie Badmashiyan starring Sidhant Gupta & Gunjan Malhotra.


Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa Goonje saanson mein teri hi sadaa
Main lafz tera tu hai meri zubaan
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar Milna tera.. milna mera..
Milna tha kismat mein likha
Manzil bhi thi milon judaa
Raahein mili jo tu milaa Tu ru-ba-ru hai aarzoo
Aa bhi ja baahon mein tu zaraa
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar Saath tere chalta chalun
Anjaan raahon pe yunhi
Rishta koi sadiyon ka tha
Apna lage hai tu kahin
Tu hi sazaa tu hi duaa
Hai mere jeene ki tu wajah
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar


Singer: Ankit Tiwari

Lyricist: Shabbir Ahmed

Music: Bobby-Imran