Badrinath Ki Dulhania – Hamsafar Song Lyrics

Singers : Akhil Sachdeva and Mansheel Gujral
Music by : Akhil Sachdeva
Male : Sun zaalima mere saanu koi darr na

Ki samjhega zamana

Oh tu vi si kamli

Main vi sa kamla

Ishqe da rog sayana

Ishqe da rog sayana
Male : Sun mere humsafar

Kya tujhe itni si bhi khabar
Male : Sun mere humsafar

Kya tujhe itni si bhi khabar

Ki teri saansein chalti jidhar

Rahunga bas wahi umrr bhar

Rahunga bas wahi umrr bhar haaye
Male : Jitni haseen ye mulakatein hai

Unse bhi pyari teri baatein hai

Baaton mein teri jo kho jaate hai

Aaun na hosh mein main kabhi

Baahon mein hai teri zindagi haaye
Male : Sun mere humsafar

Kya tujhe itni si bhi khabar
Male : Zaalima tere ishq ch main

Ho gayi aan kamli haye
Male : Main toh yoon khada kis

Soch mein pada tha

Kaise jee raha tha main deewana
Male : Chupke se aake tune

Dil mein sama ke tune

Chhed diya kaisa ye fasana
Male : Oh muskurana bhi tujhi se sikha hai

Dil lagane ka tu hi tareeka hai

Aitbaar bhi tujhi se hota hai

Aaun na hosh mein main kabhi

Bahon mein hai teri zindagi haaye
Male : Hai nahi tha pata

Ke tujhe maan lunga khuda

Ki teri galliyon mein iss qadar

Aaunga har paher
Male : Sun mere humsafar

Kya tujhe itni si bhi khabar

Ki teri saanse chalti jidhar

Rahunga bas wahi umrr bhar

Rahunga bas wahi umrr bhar haaye
Male : Zaalima tere ishq ch main