Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) – Aapke Haseen Rukh Pe Song Lyrics

Aapke Haseen Rukh Pe Lyrics from Baharen Phir Bhi Aayengi (1966): The song is sung by Mohammed Rafi, composed by O.P. Nayyar with lyrics written by Anjaan and it features Tanuja, Mala Sinha, Dharmendra, Deven Verma, Johnny Walker, Rehman, and Randhir.


Aapke haseen rukh pe aaj naya noor hai
Mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
Aapke haseen rukh pe aaj naya noor hai
Mera dil machal gaya to mera kya kusoor haiKhuli laton ki chhaon mei
Khila khila ye roop hai
Ghata se jaise chhan rahi
Subah subah ki dhoop hai.
Kisi mein vo kashish kahan jo aap mein huzoor hai,
Mera Dil machal gaya to mera kya kusoor haiJidhar nazar mudi
Jidhar nazar mudi
Jidhar nazar mudi udhar suroor hi suroor hai
Mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
Aapke haseen rukh pe aaj naya noor hai
Mera dil machal gaya to mera kya kusoor haiJhuki-jhuki nigaah mein bhi
Hain balaa ki shokhiyaan
Jhuki-jhuki nigaah mein bhi
Hain balaa ki shokhiyaan
Dabi-dabi hansi mein bhi
Tadap rahi hain bijliyaanShabaab aap kaa
Shabaab aap kaa..
Shabaab aap kaa,
Nashe mein khud hi choor-choor hai
Mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
Aap ki nigaah ne kahaa to kuchh zuroor hai
Mera dil machal gaya to mera kya kusoor haiJahaan-jahaan pade kadam
Wahaan fizaa badal gayi
Jahaan-jahaan pade kadam
Wahaan fizaa badal gayi
Ke jaise sar-basar bahaar
Aap hi mein dhal gayiKisi mein ye kashish
Kisi mein ye kashish
Kisi mein ye kashish kahaan jo aap mein huzoor hai
Mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
Aapke haseen rukh pe aaj naya noor hai
Mera dil machal gaya to mera kya kusoor haiAap ki nigaah ne kaha to kuchh zuroor hai
Mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
Hmm hmm hmm…


Singer: Mohammed Rafi

Lyricist: Anjaan

Music: O.P. Nayyar