Bahu Beti – Aaj Hai Karva Chauth Song Lyrics

This movie directed by T. Prakash Rao starred Ashok Kumar, Mala Sinha, Joy Mukherjee, Mehmood, Mumtaz, Achala Sachdev, Dhumal and Mukri in main roles.

Album: Bahu Beti

Song: Aaj Hai Karva Chauth


Lyrics

Aaj hai karva chauth sakhi ri mang le sukh kaa dan
Apne sapano ke swami kaa dhar kar mann me dhya

Janam janam tak mang kaa teree rang pade naa phika
Jab tak chamke chand sitare, tab tak chamke tika
Bandhe rahe manabhate pritam ke prano se pran
Aaj hai karva chauth

Jo koyi mange aaj lagan se yug yug kaa sukh paye
Sath saphal ho prem amar ho jivan me ras aaye
Aaj har ik nari ko prabhu se milta hai vardan
Aaj hai karva chauth