Bahut Din Huye – Woh Chala Akela Nirjan Ban Me Song Lyrics

This movie released in the year 1954 had a star cast inclusive of Ratan Kumar, Madhubala, Kanhaiya Lal, Agha, Lalita Pawar, M. K Radha, Gulab, Pushpavali, Savitri, P Kailash and Swaraj. The music was composed by B S Kalla and the movie was directed by S.S Vasan.

Album: Bahut Din Huye

Song: Woh Chala Akela Nirjan Ban Me


Lyrics

Woh chala akela nirjan ban me, maan kaa aashirwad liye
Surya chandra tare chamke, tab tak woh mann kaa lal jiye

Tute naa dudh ke dant, abhi nadan too komal balak hai
Mata ki bhakti hi sachchi hai, aur dharm hi uska palak hai
Woh aandhi ya tufan kisi se nahi darega
Mata ki raksha ke hit woh aage panv dharega
Woh chala akela -2, chala akela