Bahut Hua Samman – One Rupee Ten Rupees Song Lyrics

Singers : Usha Mangeshkar, Chandrani Mukherjee and Shailendra Singh
Music by : Bappi Lahiri
Female : Om bhakti rupee shakti rupee

Mukti rupee one rupee

Ten rupee

Hundred rupee

Thousand rupee

Om shanti om shanti om shanti

Shanti shanti shanti………
Female : Ho jiske paas hai dolat

Uski jahan mein hai izzat

Uske liye haseena uske liye mohabbat
Female : Ho jiske paas hai dolat

Uski jahan mein hai izzat

Uske liye haseena uske liye mohabbat
Female : Duniya daulat walo ki

Duniya daulat walo ki

Duniya daulat walo ki

Duniya daulat walo ki
Female : Ho jiske paas hai dolat

Uski jahan mein hai izzat

Uske liye haseena uske liye mohabbat
Female : He jiske paas hai dolat uski jahan mein hai izzat

Uske liye haseena uske liye mohabbat
Female : Duniya daulat walo ki

Duniya daulat walo ki

Duniya daulat walo ki

Duniya daulat walo ki
Female : Vishnu bhagwan ko bhi to lakshmi lagti hai pyare

Dhanwano ke kadmo pe jhukti hai duniya saari
Female : Daulat wala kahe to jannat ka dwar khulega

Chahe dhanwaan agar to aake bhagwan milega

Daulat wala kahe to jannat ka dwar khulega

Chahe dhanwaan agar to aake bhagwan milega
Male : Abhimaan me tum daulat ke insan ko youn na girao

Daulat ki pooja kar ke bhagwan ko youn na girao

Abhimaan me tum daulat ke insan ko youn na girao

Daulat ki pooja kar ke bhagwan ko youn na girao
Male : Ho kahte hai jisko mehnat naam uski ka kismat

Taaj aur ajanta mehnat ki hi moorat

Duniya mehnat walo ko

Ye duniya mehnat waalo ki

Duniya mehnat waalo ki

Ye duniya mehnat waalo ki
Male : Ho kahte hai jisko mehnat naam uski ka kismat

Taaj aur ajanta mehnat ki hi moorat

Duniya mehnat walo ko

Ye duniya mehnat waalo ki
Female : Duniya daulat walo ki

Duniya daulat walo ki
Male : Ho Duniya mehnat walo ko

Ye duniya mehnat waalo ki
Female : Om bhakti rupee shakti rupee

Mukti rupee one rupee

Ten rupee

Hundred rupee

Thousand rupee

Shanti shanti shanti…..
Female : Nirdhan seva ke liye hain seva karte rahenge

Haa dhanwano ki chokhat pe maatha ragadte hi rahenge
Male : Pee peekar khoon hamar daulat wale akde hain

Mehnat ki buniyadon par daulat ke mahal khade hain

Pee peekar khoon hamar daulat wale akde hain

Mehnat ki buniyadon par daulat ke mahal khade hain
Female : Saare kalkaar aane dhanwano ne banaye

Agar dhanwan na ho kaun roti khilaye

Saare kalkaar aane dhnwano ne banaye

Agar dhanwan na ho kaun roti khilaye
Male : Kaha se aayegi rooti jo hum na hal chalaye

Kaha se aayega kapda jo hum mill na chalaye

Daulat wale khate hai mehnat waalo ki kamai

Hum ne dhanwan banaye humko hi aankh dikhai
Male : Duniya mehnat walo ko

Ye duniya mehnat waalo ki

Duniya mehnat waalo ki

Ye duniya mehnat waalo ki

Kahte hai jisko mehnat naam uski ka kismat

Taaj aur ajanta mehnat ki hi moorat
Female : Jiske paas hai dolat uski jahan mein hai izzat

Uske liye haseena uske liye mohabbat
Duniya daulat walo ki

Duniya daulat walo ki

Duniya mehnat walo ki

Ye duniya mehnat walo ki…….