Baiju Bawra – Akeli Mat Jaiyo Radhe Jamuna Ke Tir Song Lyrics

This is a movie which won awards and was directed by Mr Vijay Bhatt. Starring Meena Kumari and Bharat Bhushan in the leading roles, this film was based on Baiju Bawra’s legend in the days of the Mughal Emperor- The Great Akbar. The songs “Tu Ganga Ki Mauj,” and “Mohe Bhul Gaye Sanwariya” were big hits.

Album: Baiju Bawra

Song: Akeli Mat Jaiyo Radhe Jamuna Ke Tir


Lyrics

Akeli mat jaiyo radhe jamuna ke tir

Ho jo ho
Tu ganga ki mauj mai jamuna ka dhara – 2
Ho rahega milan ye hamara ho humara
Tumhara rahega milan
Ye hamara tumhara

Agar tu hai sagar to majhadhar mai hu
Majhadhar mai hu
Tere dil ki kashti ka patwar mai hu
Patwar mai hu
Chalegi akele na tum se ye naiyya
Na tum se ye naiyya

Milegi na manjil tumhe bin khiwayya
Tumhe bin khiwayya
Chale aao ji
Chale aao ji chale aao maujo ka lekar sahara
Ho rahega milan
Ye hamara tumhara

Bhala kaise tutenge bandhan ye dil ke
Bandhan ye dil ke
Bichhadti nahi mauj se mauj milke
Ho mauj milke
Chhupoge bhanwar me to chhupane na denge
To chhupane na denge
Dubo denge naiyya tumhe dhundh lenge
Tumhe dhundh lenge

Banayenge ham
Banayenge ham banayenge tufan ko ek din kinara
Ho rahega milan
Ye hamara tumhara

Tu ganga ki mauj mai jamuna ka dhara – 2
Ho rahega milan ye hamara ho humara
Tumhara rahega milan
Ye hamara tumhara

Tu ganga ki mauj mai jamuna ka dhara
Ho rahega milan ye hamara ho humara
Tumhara rahega milan
Ye hamara tumhara