Banjo – Udan Choo Song Lyrics

Udan Choo Lyrics from Banjo: A romantic song from Riteish Deshmukh and Nargis Fakhri starrer Banjo. The song is sung by Hriday Gattani and composed by Vishal-Shekhar while lyrics are penned by Amitabh Bhattacharya.


Aankhon ke teer mere jigar ke paar kar gayi
Bhole sanam ke dhoke se dil pe waar kar gayi
Jabse apni deke gayi naram chhuan tu Udan choo hua hua
mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
saari rain udan choo (x2) Ishq mein ek tarfa jo udhar kar gayi
Tha main bada hi kaam ka bekaar kar gayi
Apni dhun mein karke gayi mast magan tu Udan choo hua hua
mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
saari rain udan choo Dil hua malang hai mera
Chadha jo rang hai tera
Deewana dang hai tera
Kya Khuda ne fursat mein
Banaya ang hai tera
Deewana dang hai tera De milan ka mauka dena
Yoon sajna ko dhoka de na Thode se din jo sath mein
Guzaar kar gayi
Mere nayan ke sapne
Beshumaar kar gayi Dheemi si jalti chhod gayi
Aisi agan tu.. Udan choo hua hua
mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
saari rain udan choo Aankhon ke teer
mere jigar ke paar kar gayi Udan choo hua hua
mera chain udan choo


Singer: Hriday Gattani

Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Music: Vishal-Shekhar