Bareilly Ki Barfi – Sweety Tera Drama Song Lyrics

Sweety Tera Drama Lyrics from Bareilly Ki Barfi starring Kriti Sanon, Ayushmann Khurrana & Rajkummar Rao, The song is sung by Dev Negi, Pawni Pandey, Shraddha Pandit, Pravesh Mallick, composed by Tanishk Bagchi while lyrics are penned by Shabbir Ahmed.


Aabra ka daabra mora sanwara hai bawra
Dhoti kurta pehan ke ghoome Delhi ho ya AgraBareilly wale jhumke pe jiya lalchaye
Kamar lachkaye toh lakhon gir jaayeinMusic!Bareilly wale jhumke pe jiya lalchaye
Kamar lachkaye toh lakhon gir jaayeinKaahe maare re taana
Kyun banta hai sayana
Na main teri gujariya
Na tu mera deewana…Sweety tera..
Hoye.. Sweety tera drama macha de humgama
Ladayein jo nazaraiya julam hoyi gawa
Haan tere hain deewane
Tu maane ya na maane
Arey sun le gujariya balam hoyi gayaMusic!Karo ji na halla
Hai dekhe mohalla
Mile kya tamasha dikha keThama do ji palla
Na samjho nithalla
Mujhe pyari bhasha sikha keKaahe maare re taana
Kyun banta hai sayana
Na main teri gujariya
Na tu mera deewanaSweety tera…
Hoye.. Sweety tera drama macha de humgama
Ladayein jo nazaraiya julam ho gaya
Haan tere hain deewane
Tu maane ya na maane
Arey sun le gujariya balam hoyi gawaAabra ka daabra mora sanwara hai bawara
Dhoti kurta pehan ke ghoome Delhi ho ya Agra


Singer: Pravesh Mallick

Lyricist: Shabbir Ahmed, Pravesh Mallick

Music: Tanishk Bagchi