Batti Gul Meter Chalu – Dekhte Dekhte Song Lyrics

Dekhte Dekhte Lyrics – Batti Gul Meter Chalu: The song is sung by Atif Aslam and has music recreated by Rochak Kohli. The song is a version of Nusrat Fateh Ali Khan’s Qawwali “Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom Thay”. The recreated version is picturised on Shahid Kapoor and Shraddha Kapoor.


Rajj ke rulaaya
Rajj ke hansaya
Maine dil kho ke ishq kamaaya
Maanga jo usne ek sitara
Humne zameen pe chaand bulaayaJo aankhon se… haaye
Wo jo aankhon se ikk pal na ojhal huve
Wo jo aankhon se ikk pal na ojhal huve
Laapata ho gaye dekhte dekhteSochta hoon…
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Kya se kya ho gaye dekhte dekhteSochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Kya se kya ho gaye dekhte dekhteSochta hoon ke wo kitne masoom thhe
Sochta hoon ke wo kitne masoom thhe
Kya se kya ho gaye dekhte dekhteWo jo kehte the bichhdenge na hum kabhi
Wo jo kehte the bichhdenge na hum kabhi
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon…Ek main ek wo, aur shaamein kayi
Chaand roshan thhe tab aasmaan mein kayi
Ek main ek woh, aur shaamein kayi
Chaand roshan the tab aasmaan mein kayiYaariyon ka wo dariya utar bhi gaya
Aur haathon mein bas ret hi reh gayiKoi puche ke.. haaye
Koi puche ke humse khata kya hui
Kyun khafa ho gaye dekhte dekhteAate jaate thhe jo saans ban ke kabhi
Aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi
Woh hawa ho gaye dekhte dekhte
Woh hawa ho gaye.. haaye…
Oh ho ho…
Oh ho ho…Woh hawa ho gaye dekhte dekhte
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Lapata ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye dekhte dekhteJeene marne ki hum the wajah aur hum hi
Jeene marne ki hum the wajah aur hum hi
Bewajah ho gaye dekhte dekhte…Sochta hoon…
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye.. oh ho ho…


Singer: Atif Aslam

Lyricist: Manoj Muntashir

Music: Rochak Kohli