Begum Jaan – Aazaadiyan Song Lyrics

Aazaadiyan Lyrics from Begum Jaan starring Vidya Balan: A heart-touching song on India-Pakistan partition sung by Sonu Nigam & Rahat Fateh Ali Khan. The song is composed by Anu Malik and lyrics are penned by Kausar Munir.


Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazaadiyan (x2) Teri yeh ataari
Teri yeh zameenein Teri yeh katari
Teri yeh lakeerein Ghar mera hai kahaan
Bas yeh bata Ho.. aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah yeh aazaadiyan Aazaadiyan ho.. aazaadiyan
Ho.. aazaadiyan
Aazaadiyan.. Laadla lakdi ka jhula
Saanwla mitti ka chulha
Sohni mohni maa hai kahan Natkhati si meri galiyan
Nazron ki chhupan chhupaiyan
Gori gori baahein kahan Hai woh chhat taare kahan
Hai woh chaubare kahan
Ho.. hai woh dariyan kinare kahaan Hind pe tha naaz jinko
Hai woh kahan… Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazaadiyan Teri yeh dastak
Teri yeh muthi Tujhko mubarak
Teri yeh mitti
Ghar mera hai kahan itna bata Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazaadiyan Aazaadiyan ho.. aazaadiyan
Ho.. aazaadiyan..
Aazaadiyan… Reh gayi rassi pe chunri
Reh gayi khunti pe kurti
Reh gayi woh laaj kahan.. Reh gaya gummad mein Allah
Reh gaya furkat mein Rabba
Reh gaya woh Ram kahan Hai hari se woh kahan
Hai kari se woh kahan
Pehle chaman woh bataao kahan
Hind pe tha naaz jinko hai woh kahan Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazaadiyan Teri yeh hukumat
Teri yeh hidayat Teri yeh himakat
Tujhko mubarak Ghar mera hai kahan sirf yeh bata Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazaadiyan Aazaadiyan ho.. aazaadiyan
Ho.. aazaadiyan..
Aazaadiyan… (x2)


Singer: Sonu Nigam, Rahat Fateh Ali Khan

Lyricist: Kausar Munir

Music: Anu Malik