Bombay Talkies – Murabba Song Lyrics

Murabba Lyrics from Bombay Talkies: Murabba is the title song of Anurag Kashyap’s story in Bombay Talkies. “Murabba” is the story of a Amitabh Bachchan fan. The song is sung by composer Amit Trivedi and his one of the favourite singers Kavita Seth. It has one more version, sung by Javed Bashir. Lyrics of Murabba are penned by Amitabh Bhattacharya.


Sabr ki meethi chashni mein bhigo ke
Waqt khada hai martbaan mein leke
Le chakh le yeh murabba
Le chakh le yeh muraaba
Dil mein rakh le yeh murabbaDil mein rakh le rakh le yeh murabba
Zindagi jaisi iski zaat hai
Jitni zyada umar hai, raat haiBeet ke jitne mausam chhu gaye
Utne iske seene mein jazbaat hai
Kal se zyada, aaj tar lagta hai
Kal phir khaana behtar lagta haiLe chakh le yeh murabba
Kisi ka sanjoya hua hua
Tujh tak aaya hai yeh
Le chakh le yeh muraaba
Kisi ki kadardaaniyon ka sarmaaya hai
Dil mein rakh le yeh murabbaDil mein rakh le rakh le yeh murabba
Rakh le rakh le yeh murabba
Murabba
MurabbaLyrics of Javed Bashir’s VersionSabr ki cheeni se tar hai
Purana ho toh behtar hai
Gazab ki zaat murabba
Chakh le re bhaiya
Ke jitne mausam dekhein hon
Lalak utni hi bheetar hai
Har ek jazbaat murabba
Rakh le re bhaiyaMurabba murabba.. haan re bhaiya
Hai bilbi murabba.. haan re bhaiya
Murabba murabba.. hai dil bhi murabba
Suniyo re bada hi ajooba fasaana hai..Rakh le rakh le re…
Rakh le rakh le re…Ho.. aaj maana dukaano mein…
Ho.. aaj maana dukaano mein
Kaanch ke martbaanon mein
Qaid hai yeh rakha…
Har kisi ki rasoi mein
Isne umeed sokhi thi
Hai tabhi bann sakaa…Ho.. iske zariye hi jaana hai
Meetha meetha sa hota hai zayaka dard ka…
Zubaan ko khulke baaton me
Zubaan mein ghulke bolega
Patey ki baat murabba
Chakh le re bhaiya
Ke jitne mausam dekhein ho
Lalak utni hi bheetar hai
Har ek jazbaat murabba
Rakh le re bhaiyaMurabba murabba.. haan re bhaiya
Hai dil bhi murabba.. haan re bhaiya
Murabba murabba.. hai dil bhi murabba
Suniyo re, bada hi ajooba fasana hai..Laaya hai khayalon mein laar murabba
Kaabu mein raho toh jaanein
Jeevan ka sarmaya hai saar murabba
Hey jo bhi boojhe wahi jaane
Suniyo re ajooba badha hi fasana hai…


Singer: Kavita Seth, Javed Bashir

Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Music: Amit Trivedi