Chakradhaar – Billori Song Lyrics

Chakradhaar is a 2012 film starring Abhishek Anand in lead role. Abhishek is a Brahmin who comes to Banaras University to fulfill his father’s wish. He is a man of principle and gets baffled seeing lots of corruption inside the University. When he tries to raise a voice against it, he is destroyed by the people in power. Having nothing more to lose, he decides to bring the system in its place in his own way and talking in the same language the corrupt understand.

Album: Chakradhaar

Song: Billori


Lyrics

Sab ki nazar meri nazron pe
Mat, samjho mujhko khabar nahi
Mere roop ke charche jaha na ho
Aisi koi dagar nahin hoye hoye

(Doop doop mere roop ki chamki
Damki re main diamond se damki) – 2
Bijli mare lashkare
Meri keh ke iss ki dware
Sab dahal rahe hai doore hai
Billori meri aankh ke ishare pe lut gaye banaras ke chore – 2
Sare mohalle mein noor mera pehla
Sare bane majnu bola tu meri laila

Sare mohalle mein noor mera pehla
Sare bane majnu bole tu meri laila
Gali ho mohalla ho ya ho bajariya
Meri yaha kahan ho pe sab ki nazariya
Dil mein dalu dakaha main roop nagar ke dakaha
Sab dahal rahe hai doore
Billori meri aankh ke ishare pe lut gaye banaras ke chore – 2

Hoyi nain mataka kar ke dekh le
Akka pakka kar ke dekh le
Ho nain mataka kar ke dekh le
Akka pakka kar ke dekh le
Ho gujarati ya bengali sindhi ho ya parasi
Bhari padega banarasi tujhe
Bhari padega banarasi
Arrey bhari padega banarasi tujhe
Bhari padega banarasi

(Zalim se lad gayi re aise nazariyan
Loot gayi lut gayi re lut gayi gujariya) – 2
Aisa lagaya bhari mein ek jhatka
Ishq ki koti pe jake dil atka

Mitt gayi na sab shanka..
Baja baja na banaya iss ka danka
Arrey sab dahal rahe hai doore
Billori meri aankh ke ishare pe lut gaye banaras ke chore – 4