Chalte Chalte (2003) – Pyar Hamko Bhi Hai Pyar Tumko Bhi Hai Song Lyrics

Depicting the love story of two people from different backgrounds, Chalte Chalte (2003) was one of the hit Bollywood films of 2003, as Shah Rukh Khan and Rani Mukerji come together once again in a romantic couple role. Directed by Aziz Mirza, this film presents fantastic love numbers; one of them being ‘Chalte Chalte’ sung by Alka Yagnik and Abhijeet Bhattacharya.

Album: Chalte Chalte (2003)

Song: Pyar Hamko Bhi Hai Pyar Tumko Bhi Hai


Lyrics

(Pyar hamko bhee hai, pyar tumko bhee hai, toh yeh kya silsile ho gaye
Bewafa ham nahee, bewafa tum nahee, toh kyon itne gile ho gaye
Chalte chalte kaise yeh fasle ho gaye, kya pata kaha ham chale) – (2)

Duneeya jo puchhe toh kya ham kahe, koyee yeh hamko samjade
Thes lagee toh pal me tut gaye, sheshe key the kya sab wade
Jata hai koyee kyon sapno ko thukrake, payega yeh dil kya kisee ko batake
Chalte chalte rakh ham bin jale ho gaye, bujh gaye diye pyar key
Pyar hamko bhee hai, pyar tum ko bhee hai, toh yeh kya silsile ho gaye

Dub gaya hai kaise dard me dil, aansu bharee hai abb aankhe
Tanhaiyo kee jo ruth aa gayee, ujdi huyee hai sab rahe
Socha tha payenge dono ek manjil ko, rahe jo badli toh tumhi batado
Chalte chalte ghum kaha kaple ho gaye, kho gaye kaha raste
Pyar hamko bhee hai, pyar tum ko bhee hai, toh yeh kya silsile ho gaye
Bewafa ham nahee, bewafa tum nahee, toh kyon itne gile ho gaye
Chalte chalte kaise yeh fasle ho gaye, (kya pata kaha ham chale -2)