Chand Aur Suraj – Bag Me Kalee Khilee Bagiya Mehakee Song Lyrics

Established in 1965 through the direction of Dulal Guha, Chand Aur Suraj is a Bollywood segment which features Dharmendra, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Tanuja, and Asit Sen as main characters. The story depicts the changing lives of the family members of a man as they receive good money from an insurance company after his death.

Album: Chand Aur Suraj

Song: Bag Me Kalee Khilee Bagiya Mehakee


Lyrics

Bag me kalee khilee bagiya mehakee
Par hay rey abhee idhar bhanwara nahee aaya
Rah me najar bichhee behakee, behakee
Aur bewajah ghadee ghadee yeh dil ghabaraya

Baithhe ham toh arman jagaye
Sine me lakho tufan chhupaye
Mat puchhho mann ko kaise manaya

Sapne jo aaye tadapa key jaye
Dil kee lagee ko lehka key jaye
Mushkil se hamne har din bitaya

Ik mithhee aganee me jalta hain tan mann
Bat aaur bigadee barasa jo sawan
Bachpan gawa key maine sab kuchh gawaya